Bhula dete hai wo hamko :- Rahi
Bhula Dete Hai Wo Ham Ko , Fakat Itne Bahane Se
Ke Unke Aansu Girty Hai , Hamari Yaad Aane Se
Ke Rota Hai Dil Unka Bhi , Magar Kuch Keh Nahi Pate
Kya Hoga Hasil , Itna Dilon Ko Aajmane Se
Ke Ham Ko Ilm Na Raha , Ye Aashiqi Ka Tha Jonon
Bhul Jate Hai Sabkuch Ham , Unki Yaad Aane Se
Koi Kehta Hai Majnon Hamen , Koi Kehta Hai Diwana
Bhatak Rahe Hai Ham Dur Apne Aashiyane Se
Ke Mai Mandir Gaya , Masjid Gaya , Mangi Yahi Dua
Mila De Ye Jahan Ham Ko Kisi Bhi Ek Bahane Se
Ye Rahen Hai Kuch Anjani Ki Manjil Bhi Hai Begani
Ke "Rahi" Mit Gaya Hai Apney Hi Ek Fasane Se
Ke Kaise Dikhlaon Tujhe , Aur Kis Bahane Se
Jo Rota Hai Har Ek Manjar Mere Aansu Bahane Se

: Rahul soni “Rahi”
No comments:
Post a Comment