Har baat ek mukaam rakhti hai :- rahi
Ho asar jis baat se tumhen use khabar bana lo
Duniya me warna har baat ek mukaam rakhti hai
Ye aks ki baten ye hidayten khuda ki
Na ho ye kabhi jo to naya anjaam rakhti hai
Ye dil ka milna ye dilon ka bichad jana
Jindagi ye haqikat sreaam rakhti hai
Na ham kabhi juda hai na wo kabhi rahe
Unke na rehne se juban be naam rakhti hai
Ham ne na pehchana kabhi dard-e-bewafai ko
Dil me hamere har chij wafa ka jaam rakhti hai
Mere hamdam mere sanam mere dilbar se ye poocho
Unki najar me meri sada kya kaam rakhti hai
Mai khush hnu unki ek khushi ko bachane se
Unki har khushi mujhe nilaam rakhti hai
Mai sar jhukata hnu har subah aur deta hu use salaam
Mere nazar me wo Kabul -e- salam rakhti hai
: Rahul soni “Rahi”
No comments:
Post a Comment